aa.ina dekh ke bole ye sa.nvarne vaale
Interesting Fact
Dil Kahin Hosh Kahin (Album) (2006)
aa.ina dekh ke bole ye sa.nvarne vaale
ab to be-maut mare.nge mire marne vaale
dekh ke tum ko hosh me.n aanaa bhuul ga.e
yaad rahe tum aur zamaana bhuul ga.e
jab saamne tum aa jaate ho
kyaa jaaniye kyaa ho jaataa hai
kuchh mil jaataa hai kuchh kho jaataa hai
kyaa jaaniye kyaa ho jaataa hai
chaahaa thaa ye kahe.nge
sochaa thaa vo kahe.nge
aa.e vo saamne to kuchh bhii na kah sake
bas dekhaa kiye unhe.n ham
dekh kar tum ko yaqii.n hotaa hai
ko.ii itnaa bhii hasii.n hotaa hai
dekh paate hai.n kahaa.n ham tum ko
dil kahii.n hosh kahii.n hotaa hai
jab saamne tum
aa kar chale na jaanaa aise nahii.n sataanaa
de kar ha.nsii labo.n ko aa.nkho.n ko mat rulaanaa
denaa na be-qaraarii dil kaa qaraar ban ke
yaado.n me.n kho na jaanaa tum intizaar ban ke
bhuul kar tum ko na jii paa.e.nge
saath tum hogii jahaa.n jaa.e.nge
ham ko.ii vaqt nahii.n hai.n hamdam
jab bulaa.oge chale aa.e.nge
jab saamne tum
aa.ina dekh ke bole ye sa.nvarne vaale
ab to be-maut mare.nge mire marne vaale
dekh ke tum ko hosh me.n aanaa bhuul ga.e
yaad rahe tum aur zamaana bhuul ga.e
jab saamne tum aa jaate ho
kyaa jaaniye kyaa ho jaataa hai
kuchh mil jaataa hai kuchh kho jaataa hai
kyaa jaaniye kyaa ho jaataa hai
chaahaa thaa ye kahe.nge
sochaa thaa vo kahe.nge
aa.e vo saamne to kuchh bhii na kah sake
bas dekhaa kiye unhe.n ham
dekh kar tum ko yaqii.n hotaa hai
ko.ii itnaa bhii hasii.n hotaa hai
dekh paate hai.n kahaa.n ham tum ko
dil kahii.n hosh kahii.n hotaa hai
jab saamne tum
aa kar chale na jaanaa aise nahii.n sataanaa
de kar ha.nsii labo.n ko aa.nkho.n ko mat rulaanaa
denaa na be-qaraarii dil kaa qaraar ban ke
yaado.n me.n kho na jaanaa tum intizaar ban ke
bhuul kar tum ko na jii paa.e.nge
saath tum hogii jahaa.n jaa.e.nge
ham ko.ii vaqt nahii.n hai.n hamdam
jab bulaa.oge chale aa.e.nge
jab saamne tum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.