Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj mausam ba.Daa be-iimaan hai ba.Daa be-iimaan hai aaj mausam

Anand Bakhshi

aaj mausam ba.Daa be-iimaan hai ba.Daa be-iimaan hai aaj mausam

Anand Bakhshi

MORE BYAnand Bakhshi

    Interesting Fact

    Film: Loafer Year: 1973

    aaj mausam ba.Daa be-iimaan hai ba.Daa be-iimaan hai aaj mausam

    aane vaalaa ko.ii tuufaan hai ko.ii tuufaan hai aaj mausam

    kaalii kaalii ghaTaa Dar rahii hai

    ThanDii aa.he.n havaa bhar rahii hai

    sab ko kyaa kyaa gumaa.n ho rahe hai.n

    har kalii ham pe shak kar rahii hai

    phuulo.n kaa dil bhii kuchh bad-gumaan hai

    aaj mausam

    ai mire yaar ai husn vaale

    dil kiyaa mai.n ne tere havaale

    terii marzii pe ab baat Thahrii

    jiine de chaahe tuu maar Daale

    tere haatho.n me.n ab merii jaan hai

    aaj mausam

    kyaa hu.aa hai hu.aa kuchh nahii.n hai

    baat kyaa hai pata kuchh nahii.n hai

    mujh se ko.ii KHataa ho ga.ii to

    is me.n merii KHataa kuchh nahii.n hai

    KHuub-suurat hai tuu rut javaan hai

    aaj mausam

    aaj mausam ba.Daa be-iimaan hai ba.Daa be-iimaan hai aaj mausam

    aane vaalaa ko.ii tuufaan hai ko.ii tuufaan hai aaj mausam

    kaalii kaalii ghaTaa Dar rahii hai

    ThanDii aa.he.n havaa bhar rahii hai

    sab ko kyaa kyaa gumaa.n ho rahe hai.n

    har kalii ham pe shak kar rahii hai

    phuulo.n kaa dil bhii kuchh bad-gumaan hai

    aaj mausam

    ai mire yaar ai husn vaale

    dil kiyaa mai.n ne tere havaale

    terii marzii pe ab baat Thahrii

    jiine de chaahe tuu maar Daale

    tere haatho.n me.n ab merii jaan hai

    aaj mausam

    kyaa hu.aa hai hu.aa kuchh nahii.n hai

    baat kyaa hai pata kuchh nahii.n hai

    mujh se ko.ii KHataa ho ga.ii to

    is me.n merii KHataa kuchh nahii.n hai

    KHuub-suurat hai tuu rut javaan hai

    aaj mausam

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now