aap kii nazro.n ne samjhaa pyaar ke qaabil mujhe

Raja Mehdi Ali Khan
MORE BYRaja Mehdi Ali Khan
Interesting Fact
Film Anpadh (1962)
aap kii nazro.n ne samjhaa pyaar ke qaabil mujhe
dil kii ai dha.Dkan Thahar jaa mil ga.ii manzil mujhe
aap kii nazro.n ne samjhaa
jii hame.n manzuur hai aap kaa ye faisla
kah rahii hai har nazar banda-parvar shukriyaa
ha.ns ke apnii zindagii me.n kar liyaa shaamil mujhe

aap kii manzil huu.n mai.n merii manzil aap hai.n
kyo.n mai.n tuufaa.n se Daruu.n meraa saahil aap hai.n
ko.ii tuufaano.n se kah de mil gayaa saahil mujhe

pa.D ga.ii dil par mire aap kii parchhaa.iyaa.n
har taraf bajne lagii.n saik.Do.n shahnaa.iyaa.n
do-jahaa.n kii aaj KHushiyaa.n ho ga.ii.n haasil mujhe

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.