Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ajnabii kaun ho tum jab se tumhe.n dekhaa hai

Nida Fazli

ajnabii kaun ho tum jab se tumhe.n dekhaa hai

Nida Fazli

MORE BYNida Fazli

    Interesting Fact

    Sweekar Kiya Maine (1983)

    ajnabii kaun ho tum jab se tumhe.n dekhaa hai

    saarii duniyaa mirii aa.nkho.n me.n simaT aa.ii hai

    tum to har giit me.n shaamil the tarannum kii tarah

    tum mile ho mujhe phuulo.n kaa tabassum ban ke

    aisaa lagtaa hai ki barso.n se shanaasaa.ii hai

    ajnabii kaun ho tum

    KHvaab kaa rang haqiiqat me.n nazar aaya hai

    dil me.n dha.Dkan kii tarah ko.ii utar aaya hai

    aaj har saa.ns me.n shahnaa.ii sii lahraa.ii hai

    ajnabii kaun ho tum

    ko.ii aahaT sii a.ndhero.n me.n chamak jaatii hai

    raat aatii hai to tanhaa.ii mahak jaatii hai

    tum mile ho yaa mohabbat ne Gazal gaa.ii hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now