chaa.nd bhii dekhaa phuul bhii dekhaa
Interesting Fact
Tarkeeb (2000)
chaa.nd bhii dekhaa phuul bhii dekhaa
baadal bijlii titlii jugnuu.n
ko.ii nahii.n hai aisaa teraa husn hai jaisaa
mirii nigaah ne ye kaisaa KHvaab dekhaa hai
zamii.n pe chaltaa hu.aa maahtaab dekhaa hai
merii aa.nkho.n ne chunaa hai tujh ko duniyaa dekh kar
kis kaa chehra ab mai.n dekhuu.n teraa chehra dekh kar
nii.nd bhii dekhii KHvaab bhii dekhaa
chuu.Dii bindiyaa darpan KHushbuu
ko.ii nahii.n hai aisaa teraa pyaar hai jaisaa
merii aa.nkho.n ne chunaa hai
rang bhii dekhaa ruup bhii dekhaa
rasta manzil saahil mahfil
ko.ii nahii.n hai aisaa teraa saath hai jaisaa
merii aa.nkho.n ne chunaa hai
bahut KHuub-suurat hai.n aa.nkhe.n tumhaarii
banaa diijiye in ko qismat hamaarii
use aur kyaa chaahiye zindagii me.n
jise mil ga.ii hai mohabbat tumhaarii

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.