chehre se zaraa aa.nchal jab aap ne sarkaayaa
Interesting Fact
Ek Bar Muskura Do (1972)
chehre se zaraa aa.nchal jab aap ne sarkaayaa
duniyaa ye pukaar uTThii lo chaa.nd nikal aaya
maanaa ke vo hiiraa ho mushkil se jo haath aa.e
itnaa bhii na ta.Dpaa.o ke jaan nikal jaa.e
chho.Do jii ab ye jhag.De ik baar muskuraa do
taqdiir hai kyaa apnii mai.n ne jo tumhe.n paayaa

vaise to mujhe tum par puuraa hii bharosa hai
kaise vo bhulaa duu.n mai.n jo aa.nkho.n ne dekhaa hai
chhe.Doge dil to.Doge ik baar muskuraa do
itnii sii shikaayat par kitnaa mujhe ta.Dpaayaa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.