chhup gayaa ko.ii re duur se pukaar ke
Interesting Fact
फ़िल्म: चम्पाकली वर्ष: 1957 गुलूकार: लता मंगेशकर मूसीक़ार: हेमंत कुमार अदाकार: भारत भूषण, सुचित्रा सेन
Film: Champakali Year: 1957 Singer: Lata mangeshkar Music: Hemant kumar Actor: Bharat Bhushan, Suchitra sen
chhup gayaa ko.ii re duur se pukaar ke
dard anokhe haa.e de gayaa pyaar ke
aaj hai suunii suunii dil kii ye galiyaa.n
ban ga.ii.n kaa.nTe merii KHushiyo.n kii kaliyaa.n
pyaar bhii khoyaa mai.n ne sab kuchh haar ke
dard anokhe haa.e de gayaa pyaar ke
a.nkhiyo.n se nii.nd ga.ii manvaa se chain re
chhup-chhup ro.e mere kho.e kho.e nain re
haa.e yahii to mere din the si.nghaar ke

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.