ham to tire 'aashiq hai.n sadiyo.n puraane
Interesting Fact
Film: Farz Year: 1967 Singer: Anand Bakshi Music: Lata Mangeshkar,Mukesh
ham to tire 'aashiq hai.n sadiyo.n puraane
chaahe tuu maane chaahe na maane
ham bhii zamaane se hai.n tere diivaane
chaahe tuu maane chaahe na maane
aa.ii hai.n yuu.n pyaar pe javaaniyaa.n
armaa.n dil me.n hai dil mushkil me.n hai jaan-e-tamannaa
tere isii pyaar kii kahaaniyaa.n
har mahfil me.n hai.n sab ke dil me.n hai.n jaan-e-tamannaa
chhe.Dte hai.n sab mujh ko apne begaane
chaahe tuu maane chaahe na maane
socho mohabbat me.n kabhii haath se daaman chhuuTe to
do dil ruuThe to to phir kyaa ho
aisaa na ho kaash kabhii pyaar me.n vaa'de TuuTe to
do dil ruuThe to to phir kyaa ho
ham to chale aa.e sanam tujh ko manaane
chaahe tuu maane chaahe na maane
mast nigaaho.n se is dil ko mast banaa.e jaa
aur pilaa.e jaa pyaar ke saaGar
dil pe ba.De shauq se sitamgar Thes lagaa.e jaa
tiir chalaa.e jaa yaad rahe par
tiir kabhii ban jaate hai.n KHud nishaane

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.