jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
Interesting Fact
Film: Mere Sanam Year: 1965 Singer: Asha Bhosle Music: O. P. Nayyar Actor: Biswajeet, asha parekh
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
duur tak aap ke piichhe piichhe
merii aavaaz chalii jaa.egii
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
aap ko pyaar miraa yaad jahaa.n aa.egaa
ko.ii kaa.nTaa vahii.n daaman se lipaT jaa.egaa
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
jab uThegii mirii betaab nigaaho.n kii tarah
rok legii ko.ii Daalii mirii baa.nho.n kii tarah
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
dekhiye chain milegaa na kahii.n dil ke sivaa
aap kaa ko.ii nahii.n ko.ii nahii.n dil ke sivaa
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
duur tak aap ke piichhe piichhe
merii aavaaz chalii jaa.egii
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
aap ko pyaar miraa yaad jahaa.n aa.egaa
ko.ii kaa.nTaa vahii.n daaman se lipaT jaa.egaa
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
jab uThegii mirii betaab nigaaho.n kii tarah
rok legii ko.ii Daalii mirii baa.nho.n kii tarah
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
dekhiye chain milegaa na kahii.n dil ke sivaa
aap kaa ko.ii nahii.n ko.ii nahii.n dil ke sivaa
jaa.iye aap kahaa.n jaa.e.nge
ye nazar lauT ke phir aa.egii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.