kahii.n kahii.n se har chehra tum jaisaa lagtaa hai
Interesting Fact
Dil Kahin Hosh Kahin (Album) (2006)
kahii.n kahii.n se har chehra tum jaisaa lagtaa hai
tum ko bhuul na paa.e.nge ham aisaa lagtaa hai
aisaa bhii ik rang hai jo kartaa hai baate.n bhii
jo bhii is ko pahan le vo apnaa saa lagtaa hai
tum ko bhuul na paa.e.nge ham
aur to sab kuchh Thiik hai lekin
kabhii kabhii yuu.n hii chaltaa phirtaa shahr
achaanak tanhaa lagtaa hai
tum ko bhuul na paa.e.nge ham
ab bhii yuu.n milte hai.n ham se phuul chamelii ke
jaise un se apnaa ko.ii rishta lagtaa hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.