ka.ii din se jii hai bekal
Interesting Fact
Dulhan Ek Raat Ki (1966)
ka.ii din se jii hai bekal
ai dil kii lagan ab le chal
mujhe bhii vahaa.n mere piyaa hai.n jahaa.n
mere piyaa hai.n jahaa.n
bichh.Dii nazar nazar se to bechain ho ga.ii
aise lagaa ki jaise ko.ii chiiz kho ga.ii
ab un ke binaa huu.n aise
jaise nainaa bin kaajal
ka.ii din se jii hai bekal
aa.ii jo un kii yaad to saa.nse.n mahak ga.ii.n
aa.nkho.n me.n bijliyaa.n sii hazaaro.n chamak ga.ii.n
jis or uThii.n ye nazre.n lahraa.e pyaar ke baadal

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.