mujhe dekh kar aap kaa muskuraanaa
Interesting Fact
Ek Musafir Ek Hasina (1962)
mujhe dekh kar aap kaa muskuraanaa
mohabbat nahii.n hai to phir aur kyaa hai
mujhe tum begaana kah lo yaa ki diivaana
magar ye diivaana jaane dil kaa fasaana
banaavaT me.n dil kii haqiiqat chhupaanaa
mohabbat nahii.n hai to phir aur kyaa hai
KHayaalo.n me.n kho.ii kho.ii rahtii ho aise
musaafir kii chaltii phirtii tasviir jaise
adaa 'aashiqii kii nazar shaa'iraana

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.