Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na ye chaa.nd hogaa na taare rahe.nge

S. H. Bihari

na ye chaa.nd hogaa na taare rahe.nge

S. H. Bihari

MORE BYS. H. Bihari

    Interesting Fact

    Shart (1954)

    na ye chaa.nd hogaa na taare rahe.nge

    magar ham hamesha tumhaare rahe.nge

    nazar Dhuu.nDhtii thii.n jise paa liyaa hai

    umiido.n ke phuulo.n se daaman bharaa hai

    ye din ham ko sab din se pyaare rahe.nge

    na ye chaa.nd hogaa

    kahuu.n kyaa mire dil kaa armaan kyaa hai

    tumhe.n har gha.Dii chuumnaa chaahtaa hai

    kahaa.n tak bhalaa jii ko maare rahe.nge

    na ye chaa.nd hogaa

    na ye chaa.nd hogaa na taare rahe.nge

    magar ham hamesha tumhaare rahe.nge

    nazar Dhuu.nDhtii thii.n jise paa liyaa hai

    umiido.n ke phuulo.n se daaman bharaa hai

    ye din ham ko sab din se pyaare rahe.nge

    na ye chaa.nd hogaa

    kahuu.n kyaa mire dil kaa armaan kyaa hai

    tumhe.n har gha.Dii chuumnaa chaahtaa hai

    kahaa.n tak bhalaa jii ko maare rahe.nge

    na ye chaa.nd hogaa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now