paas rahtaa hai duur rahtaa hai
Interesting Fact
Ameer Aadmi Gareeb Aadmi
paas rahtaa hai duur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
kis kii aa.nkhe.n hai.n merii aa.nkho.n me.n
vahii suurat hai saare chehro.n me.n
hosh me.n bhii suruur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
jab javaanii nashe me.n Dhaltii hai
raushnii saath saath chaltii hai
har a.ndhere me.n nuur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
pyaar jis ko nasiib hotaa hai
vo bhii kyaa KHush-nasiib hotaa hai
zindagii-bhar Guruur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
paas rahtaa hai duur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
kis kii aa.nkhe.n hai.n merii aa.nkho.n me.n
vahii suurat hai saare chehro.n me.n
hosh me.n bhii suruur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
jab javaanii nashe me.n Dhaltii hai
raushnii saath saath chaltii hai
har a.ndhere me.n nuur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
pyaar jis ko nasiib hotaa hai
vo bhii kyaa KHush-nasiib hotaa hai
zindagii-bhar Guruur rahtaa hai
ko.ii dil me.n zaruur rahtaa hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.