Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa

Raja Mehdi Ali Khan

MORE BYRaja Mehdi Ali Khan

    Interesting Fact

    Bhai Bahen (1959)

    saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa

    ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa

    parbat hai is ke uu.nche pyaarii hai.n is kii nadiyaa.n

    aakaash me.n isii ke guzrii hazaaro.n sadiyaa.n

    ha.nstaa hai bijliyo.n par ye aashiyaa.n hamaaraa

    viiraan kar diyaa thaa aa.ndhii ne is chaman ko

    de kar lahuu bachaayaa gaa.ndhii ne is chaman ko

    rakshaa karegaa is kii har naujavaa.n hamaaraa

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now