sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
Interesting Fact
Jaali Note (1960)
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
tum se mohabbat ho saktii hai
tum se mil ke ko.ii bhii la.Dkii
apne aap ko kho saktii hai
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
chaudhvii.n kaa chaa.nd jaise taaro.n me.n hasii.n
tere jaise laakho.n me.n hazaaro.n me.n nahii.n
pyaar meraa piyaa ruuTh jaa.e na kahii.n
tuu hai mere paas mujhe aa.e na yaqii.n
dekhaa jo tujhe dil kho gayaa
ho ke meraa dil meraa ho gayaa
maane na jiyaa ab ke piyaa
le ke meraa dil baate.n na banaa
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
tum se mohabbat ho saktii hai
tum se mil ke ko.ii bhii la.Dkii
apne aap ko kho saktii hai
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
tum se mohabbat ho saktii hai
tum se mil ke ko.ii bhii la.Dkii
apne aap ko kho saktii hai
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
chaudhvii.n kaa chaa.nd jaise taaro.n me.n hasii.n
tere jaise laakho.n me.n hazaaro.n me.n nahii.n
pyaar meraa piyaa ruuTh jaa.e na kahii.n
tuu hai mere paas mujhe aa.e na yaqii.n
dekhaa jo tujhe dil kho gayaa
ho ke meraa dil meraa ho gayaa
maane na jiyaa ab ke piyaa
le ke meraa dil baate.n na banaa
sach kahtaa huu.n bahut hasii.n ho
tum se mohabbat ho saktii hai
tum se mil ke ko.ii bhii la.Dkii
apne aap ko kho saktii hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.