tumhaarii mulaaqaat se mujh ko pata ye chalaa
Interesting Fact
Mohabbat Zindagi Hai (1966)
tumhaarii mulaaqaat se mujh ko pata ye chalaa
ki mere bhii siine me.n hai dil ik dha.Daktaa hu.aa
ye ehsaas dil ko mere pahle kabhii na hu.aa
ki ye zindagii hai merii rangii.n safar pyaar kaa
milaa mai.n abhii aap se to ye raaz mujh par khulaa
ki mere bhii siine me.n hai dil ek dha.Daktaa hu.aa
tumhaarii mulaaqaat se
ijaazat ho gar aap kii dil ko mai.n rakh duu.n vahaa.n
mastii me.n sarkaar ke pa.Dte hai.n paa.nv jahaa.n
apnaa banaa lo mujhe le lo kisii kii du'aa

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.