Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye pur-nuur chehra ye dil-kash adaa

S. H. Bihari

ye pur-nuur chehra ye dil-kash adaa

S. H. Bihari

MORE BYS. H. Bihari

    Interesting Fact

    Mohabbat Zindagi Hai (1966)

    ye pur-nuur chehra ye dilkash adaa

    namuuna ho qudrat kii kaariigarii kaa

    nahii.n tum se behtar ko.ii duusraa

    namuuna ho qudrat kii kaariigarii kaa

    hasiino.n tumhaarii jo puujaa kare

    usii ko hii duniyaa me.n jannat mile

    tumhaarii ye patlii kamar jaan-e-man

    lachaktii hu.ii jaise shaaKH-e-chaman

    KHudaa jaane kis ke muqaddar me.n hai

    ye phuulo.n se naazuk tumhaaraa badan

    jise chuumtii hai chaman kii havaa

    namuuna ho qudrat kii

    chalii ho kahaa.n ye bataa do zaraa

    liye sar pe zulfo.n kii kaalii ghaTaa

    kahii.n par to barse.ngii ye badliyaa.n

    mujhii par jo barse to kyaa hai buraa

    abhii chal ke dekho to shiisha ja.Daa

    nahii.n tum se buddhuu ko.ii duusraa

    namuuna ho qudrat kii

    ye pur-nuur chehra ye dilkash adaa

    namuuna ho qudrat kii kaariigarii kaa

    nahii.n tum se behtar ko.ii duusraa

    namuuna ho qudrat kii kaariigarii kaa

    hasiino.n tumhaarii jo puujaa kare

    usii ko hii duniyaa me.n jannat mile

    tumhaarii ye patlii kamar jaan-e-man

    lachaktii hu.ii jaise shaaKH-e-chaman

    KHudaa jaane kis ke muqaddar me.n hai

    ye phuulo.n se naazuk tumhaaraa badan

    jise chuumtii hai chaman kii havaa

    namuuna ho qudrat kii

    chalii ho kahaa.n ye bataa do zaraa

    liye sar pe zulfo.n kii kaalii ghaTaa

    kahii.n par to barse.ngii ye badliyaa.n

    mujhii par jo barse to kyaa hai buraa

    abhii chal ke dekho to shiisha ja.Daa

    nahii.n tum se buddhuu ko.ii duusraa

    namuuna ho qudrat kii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now