git
aaya hai bhūchāl
musāfir
aaya hai bhūchāl
qadam qadam par husn kā saudā hotā hai sarkār
giit bhī aise bikte na dekhe jaise biktā pyaar
apnā aap sañbhāl
musāfir
apnā aap sañbhāl
aaya hai bhūñchāl
amn ke naam pe is duniyā meñ hotī dekhī jang
dayā dharam ke naam se ab to duniyā bhī hai tang
naach rahā hai kaal
musāfir
naach rahā hai kaal
aaya hai bhūchāl
nadī kināre bagule baiThe karte dekhe jaap
par bhūkī maayā baḌī nirālī dhul ga.e saare paap
Dol rahā pātāl
musāfir
Dol rahā pātāl
aayā hai bhūñchāl
aaya hai bhuchaal
musafir
aaya hai bhuchaal
qadam qadam par husn ka sauda hota hai sarkar
git bhi aise bikte na dekhe jaise bikta pyar
apna aap sanbhaal
musafir
apna aap sanbhaal
aaya hai bhunchaal
amn ke nam pe is duniya mein hoti dekhi jang
daya dharam ke nam se ab to duniya bhi hai tang
nach raha hai kal
musafir
nach raha hai kal
aaya hai bhuchaal
nadi kinare bagule baiThe karte dekhe jap
par bhuki maya baDi nirali dhul gae sare pap
Dol raha patal
musafir
Dol raha patal
aaya hai bhunchaal
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.