Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jiwan path par

Masud Husain Khan

jiwan path par

Masud Husain Khan

MORE BYMasud Husain Khan

    Interesting Fact

    1944

    jīvan path par

    chal chal kar jab thak thak jaate

    tum yaad aate

    chāhat is chāhat us

    har har pal ik na.ī ḳhushī

    hañs hañs kar jab kuchh nahīñ paate

    tum yaad aate

    is ko luuñ us ko luuñ

    taare chhū luuñ chāñd ko luuñ

    gir kar par jab uTh nahīñ paate

    tum yaad aate

    is se khelūñ us se khelūñ

    is ko le kar us ko le luuñ

    kar bhī jab kuchh nahīñ paate

    tum yaad aate

    jiwan path par

    chal chal kar jab thak thak jate

    tum yaad aate

    chahat is ki chahat us ki

    har har pal ek nai KHushi si

    hans hans kar jab kuchh nahin pate

    tum yaad aate

    is ko pa lun us ko pa lun

    tare chhu lun chand ko ja lun

    gir kar par jab uTh nahin pate

    tum yaad aate

    is se khelun us se khelun

    is ko le kar us ko le lun

    pa kar bhi jab kuchh nahin pate

    tum yaad aate

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now