ruhani git
hai mirī guftugū
allāh hū allāh hū
bas mirī justujū
allāh hū allāh hū
dāstāñ ġham-bharī
har taraf chal paḌī
jis tarah rang-o-bū
allāh hū allāh hū
hai yahī merā ġham
ho bhalā kaise kam
soch le pahle tū
phir uThā har qadam
allāh hū allāh hū
āshiqī maan kar
raaz ko jaan kar
ho tire rū-ba-rū
allāh hū allāh hū
hai meri guftugu
allah hu allah hu
bas meri justuju
allah hu allah hu
dastan gham-bhari
har taraf chal paDi
jis tarah rang-o-bu
allah hu allah hu
hai yahi mera gham
ho bhala kaise kam
soch le pahle tu
phir uTha har qadam
allah hu allah hu
aashiqi man kar
raaz ko jaan kar
ho tere ru-ba-ru
allah hu allah hu
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.