Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

TuT gai wo mala sajni TuT gai wo mala

Saghar Nizami

TuT gai wo mala sajni TuT gai wo mala

Saghar Nizami

MORE BYSaghar Nizami

    TuuT ga.ī vo maalā sajnī TuuT ga.ī vo maalā

    phuul saare aañsū jis ke daane the vo maalā

    jis ke daane daane meñ paimāne the vo maalā

    jis ke paimāne meñ sau maiḳhāne the vo maalā

    TuuT ga.ī vo maalā sajnī TuuT ga.ī vo maalā

    bikhar ga.e motī jis se nādim the sayyāre

    husn-o-mohabbat jīvan mirtyu Doleñ maare maare

    TūTte ek prem Dorī rishte TuuTe saare

    TuuT ga.ī vo maalā sajnī TuuT ga.ī vo maalā

    TuT gai wo mala sajni TuT gai wo mala

    phul sare aansu jis ke dane the wo mala

    jis ke dane dane mein paimane the wo mala

    jis ke paimane mein sau maiKHane the wo mala

    TuT gai wo mala sajni TuT gai wo mala

    bikhar gae moti jis se nadim the sayyare

    husn-o-mohabbat jiwan mirtyu Dolen mare mare

    TuTte hi ek prem ki Dori rishte TuTe sare

    TuT gai wo mala sajni TuT gai wo mala

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now