Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaad ki lahron par tum aao

Masud Husain Khan

yaad ki lahron par tum aao

Masud Husain Khan

MORE BYMasud Husain Khan

    Interesting Fact

    (1944-45)

    yaad lahroñ par tum aao

    soch meñ aañkh hai soch meñ hai man

    man soch bane jab uljhan

    tum aañsū ban kar sharmāo

    yaad lahroñ par tum aao

    us dam in āñkhoñ meñ chhup kar

    jab ye dil hairān paḌā ho

    āñdhiy.oñ par bansī ko dhar kar

    ek machaltī taan uḌaao

    yaad lahroñ par tum aao

    yaad ki lahron par tum aao

    soch mein aankh hai soch mein hai man

    man ki soch bane jab uljhan

    tum aansu ban kar sharmao

    yaad ki lahron par tum aao

    us dam in aankhon mein chhup kar

    jab ye dil hairan paDa ho

    aandhiyon par bansi ko dhar kar

    ek machalti tan uDao

    yaad ki lahron par tum aao

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now