Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aab-o-hawa to aa na saki iKHtiyar mein

Shareef Munawwar

aab-o-hawa to aa na saki iKHtiyar mein

Shareef Munawwar

MORE BYShareef Munawwar

    Interesting Fact

    1961

    āb-o-havā to aa na sakī iḳhtiyār meñ

    kāġhaz ke phuul ham ne sajā.e bahār meñ

    gahrā.iyoñ se dil ubhartā hai harf harf

    tafsīl kam nahīñ hai mire iḳhtisār meñ

    ehsās kyā dilā.eñ ham apne vajūd

    ham se na-jāne kitne lage haiñ qatār meñ

    ham kar rahe haiñ talḳh haqīqat sāmnā

    ye jānte hue ki sukūñ hai farār meñ

    ye aur baat hai ki ye sadma bhī sah ga.e

    varna to dukh balā huā apnī haar meñ

    aab-o-hawa to aa na saki iKHtiyar mein

    kaghaz ke phul hum ne sajae bahaar mein

    gahraiyon se dil ki ubharta hai harf harf

    tafsil kam nahin hai mere iKHtisar mein

    ehsas kya dilaen hum apne wajud ka

    hum se na-jaane kitne lage hain qatar mein

    hum kar rahe hain talKH haqiqat ka samna

    ye jaante hue ki sukun hai farar mein

    ye aur baat hai ki ye sadma bhi sah gae

    warna to dukh bala ka hua apni haar mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now