aabru ko meri jab uchhaala gaya
aabrū ko mirī jab uchhālā gayā
hosh mujh se na merā sañbhālā gayā
pahle ham se nikāle ga.e kaam sab
phir diloñ se hameñ bhī nikālā gayā
jugnuoñ se bhalā kyoñ shikāyat kareñ
haath se chāñd kā jab ujālā gayā
aabru ko meri jab uchhaala gaya
hosh mujh se na mera sanbhaala gaya
pahle hum se nikale gae kaam sab
phir dilon se hamein bhi nikala gaya
jugnuon se bhala kyon shikayat karen
hath se chand ka jab ujala gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.