aadhi pauni nahin ho sari ho
aadhī paunī nahīñ ho saarī ho
tum hamārī ho bas hamārī ho
dil ko maiñ kāT-chīr kar pheñkūñ
paas mere jo koī aarī ho
jaan to sab ko pyārī hotī hai
tum mujhe jaan se bhī pyārī ho
maiñ tirā bojh uThā nahīñ pā.ūñ
zindagī is qadar na bhārī ho
mere siina se lag ke rotī ho
aisā lagtā hai ġham kī maarī ho
aadhi pauni nahin ho sari ho
tum hamari ho bas hamari ho
dil ko main kaT-chir kar phenkun
pas mere jo koi aari ho
jaan to sab ko pyari hoti hai
tum mujhe jaan se bhi pyari ho
main tera bojh uTha nahin paun
zindagi is qadar na bhaari ho
mere sina se lag ke roti ho
aisa lagta hai gham ki mari ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.