Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aae bahaar ban ke lubha kar chale gae

Hasrat Jaipuri

aae bahaar ban ke lubha kar chale gae

Hasrat Jaipuri

MORE BYHasrat Jaipuri

    aa.e bahār ban ke lubhā kar chale ga.e

    kyā raaz thā jo dil meñ chhupā kar chale ga.e

    kahne ko vo hasīn the āñkheñ thiiñ bevafā

    dāman mirī nazar se bachā kar chale ga.e

    itnā mujhe batāo mire dil dhaḌkano

    vo kaun the jo ḳhvāb dikhā kar chale ga.e

    aae bahaar ban ke lubha kar chale gae

    kya raaz tha jo dil mein chhupa kar chale gae

    kahne ko wo hasin the aankhen thin bewafa

    daman meri nazar se bacha kar chale gae

    itna mujhe batao mere dil ki dhaDkano

    wo kaun the jo KHwab dikha kar chale gae

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Join us for Rekhta Gujarati Utsav | 19th Jan 2025 | Bhavnagar

    Register for free
    Speak Now