Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aah kaisi umid-wari hai

Rashki Azeemabadi

aah kaisi umid-wari hai

Rashki Azeemabadi

MORE BYRashki Azeemabadi

    aah kaisī umīd-vārī hai

    ki mire dil ko be-qarārī hai

    yaad meñ terī ai mire dil-dār

    har ghaḌī har dam āh-o-zārī hai

    ek tīr-e-nigāh se 'rashkī'

    zaḳhm is dil meñ saḳht kaarī hai

    aah kaisi umid-wari hai

    ki mere dil ko be-qarari hai

    yaad mein teri ai mere dil-dar

    har ghaDi har dam aah-o-zari hai

    ek tir-e-nigah se 'rashki'

    zaKHm is dil mein saKHt kari hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now