Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aahaT jo sunai di hai hijr ki shab ki hai

Shahryar

aahaT jo sunai di hai hijr ki shab ki hai

Shahryar

MORE BYShahryar

    aahaT jo sunā.ī hai hijr shab hai

    ye raa.e akelī merī nahīñ hai sab hai

    sunsān saḌak sannāTe aur lambe saa.e

    ye saarī fazā ai dil tere matlab hai

    tirī diid se āñkheñ bhar ke sairāb huiiñ

    kis roz huā thā aisā baat ye kab hai

    tujhe bhuul gayā kabhī yaad nahīñ kartā tujh ko

    jo baat bahut pahle karnī thī ab hai

    mire sūraj aa! mire jism pe apnā saaya kar

    baḌī tez havā hai sardī aaj ġhazab hai

    aahaT jo sunai di hai hijr ki shab ki hai

    ye rae akeli meri nahin hai sab ki hai

    sunsan saDak sannaTe aur lambe sae

    ye sari faza ai dil tere matlab ki hai

    teri did se aankhen ji bhar ke sairab huin

    kis roz hua tha aisa baat ye kab ki hai

    tujhe bhul gaya kabhi yaad nahin karta tujh ko

    jo baat bahut pahle karni thi ab ki hai

    mere suraj aa! mere jism pe apna saya kar

    baDi tez hawa hai sardi aaj ghazab ki hai

    Source:

    sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 335)

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now