Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aahaTon par kan jab dharne lage

Amir Hamza Saqib

aahaTon par kan jab dharne lage

Amir Hamza Saqib

MORE BYAmir Hamza Saqib

    āhaToñ par kaan jab dharne lage

    rang āvāzoñ meñ ham bharne lage

    pariyāñ koh-e-qāf meñ haiñ aur yahāñ

    shāhzāde mārne marne lage

    kyā hunar teġh bhī be-āb hai

    kyoñ mire zaḳhm-e-jigar bharne lage

    baal be-tartīb juute dar-baġhal

    terī ḳhātir kyā the kyā karne lage

    yā'nī pichhlā tajraba aaseb hai

    kyoñ na.e rastoñ se sab Darne lage

    aahaTon par kan jab dharne lage

    rang aawazon mein hum bharne lage

    pariyan koh-e-qaf mein hain aur yahan

    shahzade marne marne lage

    kya hunar ki tegh bhi be-ab hai

    kyon mere zaKHm-e-jigar bharne lage

    baal be-tartib jute dar-baghal

    teri KHatir kya the kya karne lage

    ya'ni pichhla tajraba aaseb hai

    kyon nae raston se sab Darne lage

    Source :
    • Book : Jism Ka Bartan Sard Pada Hai (Pg. 80)
    • Author : Ameer Hamza Saqib
    • Publication : Rekhta Publications (2019)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now