Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aai hogi kisi ko hijr mein maut

Akbar Allahabadi

aai hogi kisi ko hijr mein maut

Akbar Allahabadi

MORE BYAkbar Allahabadi

    aa.ī hogī kisī ko hijr meñ maut

    mujh ko to niiñd bhī nahīñ aatī

    ‘āqibat meñ bashar se hai ye sivā

    jānvar ko hañsī nahīñ aatī

    haal vo pūchhte haiñ maiñ huuñ ḳhamosh

    kyā kahūñ shā'irī nahīñ aatī

    ham-nashīñ bik ke apnā sar na phirā

    ranj meñ huuñ hañsī nahīñ aatī

    'ishq ko dil meñ de jagah 'akbar'

    'ilm se shā'irī nahīñ aatī

    aai hogi kisi ko hijr mein maut

    mujh ko to nind bhi nahin aati

    ‘aqibat mein bashar se hai ye siwa

    jaanwar ko hansi nahin aati

    haal wo puchhte hain main hun KHamosh

    kya kahun sha'iri nahin aati

    ham-nashin bik ke apna sar na phira

    ranj mein hun hansi nahin aati

    'ishq ko dil mein de jagah 'akbar'

    'ilm se sha'iri nahin aati

    Source :
    • Book : ہنگامہ ہے کیوں برپا (Pg. 53)
    • Author : اکبر الہ آبادی
    • Publication : ریختہ بکس (2023)
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now