aaina itna dekhta hai kya
aa.ina itnā dekhtā hai kyā
aa.ine meñ koī chhupā hai kyā
hasrateñ saarī nā-tamām rahīñ
zindagī itnī be-vafā hai kyā
call message na to koī miss-call
dūsrā koī mil gayā hai kyā
tum mujhe chhoḌ hī ga.e āḳhir
ḳhūn-e-nāhaq tumheñ ravā hai kyā
sab hī sunte haiñ us ko hairat se
hoñT par kalima-e-ḳhudā hai kyā
ḳhvāb jannat kā dekhne vaalo
tum ne duniyā meñ kuchh kiyā hai kyā
aaina itna dekhta hai kya
aaine mein koi chhupa hai kya
hasraten sari na-tamam rahin
zindagi itni be-wafa hai kya
call message na to koi miss-call
dusra koi mil gaya hai kya
tum mujhe chhoD hi gae aaKHir
KHun-e-nahaq tumhein rawa hai kya
sab hi sunte hain us ko hairat se
honT par kalima-e-KHuda hai kya
KHwab jannat ka dekhne walo
tum ne duniya mein kuchh kiya hai kya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.