Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj bechain hai bimar KHuda KHair kare

Siddiq ahmad Nizami

aaj bechain hai bimar KHuda KHair kare

Siddiq ahmad Nizami

MORE BYSiddiq ahmad Nizami

    Interesting Fact

    24 May 1985

    aaj bechain hai bīmār ḳhudā ḳhair kare

    yaad aatā hai ruḳh-e-yār ḳhudā ḳhair kare

    ab nahīñ ḳhair kisī sāhib-e-dil ai dost

    aaj hai haath meñ talvār ḳhudā ḳhair kare

    kaun hogā jise maiñ apnā kahūñgā ai dil

    rūThe jaate haiñ vo ġham-ḳhvār ḳhudā ḳhair kare

    vahī jo ishq meñ masrūf bhī masrūr bhī thā

    vahī 'siddīq' hai bezār ḳhudā ḳhair kare

    aaj bechain hai bimar KHuda KHair kare

    yaad aata hai ruKH-e-yar KHuda KHair kare

    ab nahin KHair kisi sahib-e-dil ki ai dost

    aaj hai hath mein talwar KHuda KHair kare

    kaun hoga jise main apna kahunga ai dil

    ruThe jate hain wo gham-KHwar KHuda KHair kare

    wahi jo ishq mein masruf bhi masrur bhi tha

    wahi 'siddiq' hai bezar KHuda KHair kare

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now