aaj jis par ye parda-dari hai
aaj jis par ye parda-dārī hai
kal usī kī to dāve-dārī hai
ā.īna mujh se kah rahā hai yahī
mere chehre pe be-qarārī hai
aaj va.ada vo phir nibhā.egā
vaadī o gul pe kyā ḳhumārī hai
terī āñkheñ ye saaf kahtī hai
raat kitnī hasīñ guzārī hai
aaj jis par ye parda-dari hai
kal usi ki to dawe-dari hai
aaina mujh se kah raha hai yahi
mere chehre pe be-qarari hai
aaj wada wo phir nibhaega
wadi o gul pe kya KHumari hai
teri aankhen ye saf kahti hai
raat kitni hasin guzari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.