Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaj zaKHmon ki tarjumani mein

Neeraj Naveed

aaj zaKHmon ki tarjumani mein

Neeraj Naveed

MORE BYNeeraj Naveed

    aaj zaḳhmoñ tarjumānī meñ

    tum ko paayā har ik ma'ānī meñ

    dekh mat yuuñ muskurā ke mujhe

    pheñk patthar na Thahre paanī meñ

    kuchh to sach ho ki e'tibār karūñ

    jhol jhol haiñ kahānī meñ

    ye sazā is liye milī hai ki ham

    ek sach kah ga.e ravānī meñ

    ab vahī zindagī hāsil hai

    bach gayā thā jo rā.egānī meñ

    tum ho mafhūm shā'irī mirī

    tum ho uulā meñ tum saanī meñ

    us ne jo likh diyā so jiite haiñ

    ham to kirdār haiñ kahānī meñ

    aaj zaKHmon ki tarjumani mein

    tum ko paya har ek ma'ani mein

    dekh mat yun tu muskura ke mujhe

    phenk patthar na Thahre pani mein

    kuchh to sach ho ki e'tibar karun

    jhol hi jhol hain kahani mein

    ye saza is liye mili hai ki hum

    ek sach kah gae rawani mein

    ab wahi zindagi ka hasil hai

    bach gaya tha jo raegani mein

    tum ho mafhum sha'iri ka meri

    tum ho ula mein tum hi sani mein

    us ne jo likh diya so jite hain

    hum to kirdar hain kahani mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now