Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aamad-e-fasl-e-bahaaran nahin jine deti

Muzaffar Ahmad Muzaffar

aamad-e-fasl-e-bahaaran nahin jine deti

Muzaffar Ahmad Muzaffar

MORE BYMuzaffar Ahmad Muzaffar

    āmad-e-fasl-e-bahārāñ nahīñ jiine detī

    vus.at-e-chāk-e-garebāñ nahīñ jiine detī

    hasrat-e-dīda-e-namnāk rulātī hai mujhe

    yādash-e-umr-e-gurezāñ nahīñ jiine detī

    qaid-e-gesū se rihā.ī nahīñ hai imkāñ

    ḳhushbū-e-zulf-e-pareshāñ nahīñ jiine detī

    kunj-e-tanhā.ī meñ yuuñ shikva-ba-lab baiThā huuñ

    tañgī-e-gor-e-ġharebāñ nahīñ jiine detī

    jān-levā hai 'muzaffar' ye taġhāful un

    tīrgī-e-shab-e-hijrāñ nahīñ jiine detī

    aamad-e-fasl-e-bahaaran nahin jine deti

    wusat-e-chaak-e-gareban nahin jine deti

    hasrat-e-dida-e-namnak rulati hai mujhe

    yaadash-e-umr-e-gurezan nahin jine deti

    qaid-e-gesu se rihai ka nahin hai imkan

    KHushbu-e-zulf-e-pareshan nahin jine deti

    kunj-e-tanhai mein yun shikwa-ba-lab baiTha hun

    tangi-e-gor-e-ghareban nahin jine deti

    jaan-lewa hai 'muzaffar' ye taghaful un ka

    tirgi-e-shab-e-hijran nahin jine deti

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now