Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aankh ke tare TuT gae

Hafiz Karnataki

aankh ke tare TuT gae

Hafiz Karnataki

MORE BYHafiz Karnataki

    aañkh ke taare TuuT ga.e

    ḳhvāb hamāre TuuT ga.e

    kal maujoñ meñ jañg huī

    aur kināre TuuT ga.e

    qatra qatra barf banā

    aur favvāre TuuT ga.e

    merī palkoñ se gir ke

    aañsū saare TuuT ga.e

    'hāfiz' vaqt burā aayā

    dekh saare TuuT ga.e

    aankh ke tare TuT gae

    KHwab hamare TuT gae

    kal maujon mein jang hui

    aur kinare TuT gae

    qatra qatra barf bana

    aur fawware TuT gae

    meri palkon se gir ke

    aansu sare TuT gae

    'hafiz' waqt bura aaya

    dekh sare TuT gae

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now