Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aansuon ka hisab kya rakhna

Mohammad Sadiq Qamar

aansuon ka hisab kya rakhna

Mohammad Sadiq Qamar

MORE BYMohammad Sadiq Qamar

    āñsuoñ hisāb kyā rakhnā

    shahr-e-jāñ zer-e-āb kyā rakhnā

    makaḌiyāñ jaal bun rahī haiñ jahāñ

    un jharokoñ meñ ḳhvāb kyā rakhnā

    qatl karne ke ba.ad qabroñ par

    surḳh-o-tāza gulāb kyā rakhnā

    us taqdīr to bhaḌaknā hai

    sho.ala zer-e-naqāb kyā rakhnā

    aansuon ka hisab kya rakhna

    shahr-e-jaan zer-e-ab kya rakhna

    makaDiyan jal bun rahi hain jahan

    un jharokon mein KHwab kya rakhna

    qatl karne ke baad qabron par

    surKH-o-taza gulab kya rakhna

    us ki taqdir to bhaDakna hai

    shoala zer-e-naqab kya rakhna

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now