Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aate aate jo tera nam sa rah jata hai

Moid Rasheedi

aate aate jo tera nam sa rah jata hai

Moid Rasheedi

MORE BYMoid Rasheedi

    aate aate jo tirā naam rah jaatā hai

    mere siine meñ vo kohrām rah jaatā hai

    ai zamāne havā ab to rihā kar mujh ko

    ishq ke baad bhī kuchh kaam rah jaatā hai

    dil ta.amīr meñ mumkin nahīñ har shai shanāḳht

    kuchh na kuchh to kahīñ be-nām rah jaatā hai

    tujh se milne tamanna meñ bichhaḌne ḳhayāl

    ek jazba hai jo nākām rah jaatā hai

    kaun kahtā hai mohabbat safar hai āsān

    kuchh na kuchh to yahāñ ilzām rah jaatā hai

    aate aate jo tera nam sa rah jata hai

    mere sine mein wo kohram sa rah jata hai

    ai zamane ki hawa ab to riha kar mujh ko

    ishq ke baad bhi kuchh kaam sa rah jata hai

    dil ki tamir mein mumkin nahin har shai ki shanaKHt

    kuchh na kuchh to kahin be-nam sa rah jata hai

    tujh se milne ki tamanna mein bichhaDne ka KHayal

    ek jazba hai jo nakaam sa rah jata hai

    kaun kahta hai mohabbat ka safar hai aasan

    kuchh na kuchh to yahan ilzam sa rah jata hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now