aawaz mein aawaz milate hi rahe hum
āvāz meñ āvāz milāte hī rahe ham
rotī hī rahī ruuh so gaate hī rahe ham
jal uThne meñ jal bujhne meñ ik lamha lagā thā
phir ḳhvāb sar-e-dīd uḌāte hī rahe ham
har ḳhanda-e-be-tāb thā maqtūl hamārā
vaise to hañse aur hañsāte hī rahe ham
aawaz mein aawaz milate hi rahe hum
roti hi rahi ruh so gate hi rahe hum
jal uThne mein jal bujhne mein ek lamha laga tha
phir KHwab sar-e-did uDate hi rahe hum
har KHanda-e-be-tab tha maqtul hamara
waise to hanse aur hansate hi rahe hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.