ab hairaton se bachne ki surat kahan se lae
ab hairatoñ se bachne kī sūrat kahāñ se laa.e
banda tumhārī diid kī himmat kahāñ se laa.e
hairat hai raat din kī mashaqqat ke bāvajūd
ham tujh ko yaad karne kī fursat kahāñ se laa.e
tasḳhīr kar hī letā hai jismoñ ko aadmī
ai shaḳhs tum ye ruuh pe qudrat kahāñ se laa.e
ab hairaton se bachne ki surat kahan se lae
banda tumhaari did ki himmat kahan se lae
hairat hai raat din ki mashaqqat ke bawajud
hum tujh ko yaad karne ki fursat kahan se lae
tasKHir kar hi leta hai jismon ko aadmi
ai shaKHs tum ye ruh pe qudrat kahan se lae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.