Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab to manzil na hai safar koi

Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi

ab to manzil na hai safar koi

Prabhat Kumar Sarwar Lakhnavi

MORE BYPrabhat Kumar Sarwar Lakhnavi

    ab to manzil na hai safar koī

    ham-safar hai na rahguzar koī

    ham charāġhoñ ke ghar meñ rahte haiñ

    ham ko jalne hai na Dar koī

    aaj sūraj se maiñ ye pūchhūñgā

    merī qismat meñ hai sahar koī

    jo ḳhayāloñ meñ mere rahtā hai

    us miltī na ḳhabar koī

    aise gulshan meñ aa ga.e 'sarvar'

    jaise sahrā meñ ho shajar koī

    ab to manzil na hai safar koi

    ham-safar hai na rahguzar koi

    hum charaghon ke ghar mein rahte hain

    hum ko jalne ka hai na Dar koi

    aaj suraj se main ye puchhunga

    meri qismat mein hai sahar koi

    jo KHayalon mein mere rahta hai

    us ki milti na hi KHabar koi

    aise gulshan mein aa gae 'sarwar'

    jaise sahra mein ho shajar koi

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now