Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

abhi se mat kaho dil ka KHalal jawe to behtar hai

Rajab Ali Beg Suroor

abhi se mat kaho dil ka KHalal jawe to behtar hai

Rajab Ali Beg Suroor

MORE BYRajab Ali Beg Suroor

    abhī se mat kaho dil ḳhalal jaave to behtar hai

    ye rāh-e-ishq hai yahāñ dam nikal jaave to behtar hai

    lahū āñkhoñ se badle ashk ke to ho gayā jaarī

    rahī hai jaan baaqī ye bhī gal jaave to behtar hai

    shikasta dil to ahvāl pahuñche ai 'surūr' us tak

    ye shīsha tāq-e-ulfat se phisal jaave to behtar hai

    abhi se mat kaho dil ka KHalal jawe to behtar hai

    ye rah-e-ishq hai yahan dam nikal jawe to behtar hai

    lahu aankhon se badle ashk ke to ho gaya jari

    rahi hai jaan baqi ye bhi gal jawe to behtar hai

    shikasta dil ka to ahwal pahunche ai 'surur' us tak

    ye shisha taq-e-ulfat se phisal jawe to behtar hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now