Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai saba kah bahaar ki baaten

Naji Shakir

ai saba kah bahaar ki baaten

Naji Shakir

MORE BYNaji Shakir

    ai sabā kah bahār bāteñ

    is but-e-gul-ezār bāteñ

    kis pe chhoḌe nigāh shahbāz

    kyā kare hai shikār bāteñ

    mehrbānī siiñ hoñ ġhusse siiñ

    pyārī lagtī haiñ yaar bāteñ

    chhoḌte kab haiñ naqd-e-dil kuuñ sanam

    jab ye karte haiñ pyaar bāteñ

    pūchhiye kuchh kaheñ haiñ kuchh 'nājī'

    aa paḌīñ rozgār bāteñ

    ai saba kah bahaar ki baaten

    is but-e-gul-ezar ki baaten

    kis pe chhoDe nigah ka shahbaz

    kya kare hai shikar ki baaten

    mehrbani sin ya hon ghusse sin

    pyari lagti hain yar ki baaten

    chhoDte kab hain naqd-e-dil kun sanam

    jab ye karte hain pyar ki baaten

    puchhiye kuchh kahen hain kuchh 'naji'

    aa paDin rozgar ki baaten

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now