aisa na ho ki maut ho us par dekhna
aisā na ho ki maut ho us paar dekhnā
dīvār dekh kar pas-e-dīvār dekhnā
tum dekhte ho saare jahāñ ko kamāl hai
mere liye to ḳhud ko hai dushvār dekhnā
jis aadmī pe tum ko zarā sā bhī shak nahīñ
us aadmī ko ġhaur se ik baar dekhnā
aisa na ho ki maut ho us par dekhna
diwar dekh kar pas-e-diwar dekhna
tum dekhte ho sare jahan ko kamal hai
mere liye to KHud ko hai dushwar dekhna
jis aadmi pe tum ko zara sa bhi shak nahin
us aadmi ko ghaur se ek bar dekhna
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.