ajab si be-kali se chur koi
ajab sī be-kalī se chuur koī
kuchh apne dil se hai majbūr koī
kabhī aisī anokhī soch ubhre
ki jaise soch par ma.amūr koī
vo jin ke dam se raushan zindagī hai
diloñ meñ un ke hogā nuur koī
tumheñ kaise bhulāyā jā sakegā
yahāñ aisā nahīñ dastūr koī
ajab si be-kali se chur koi
kuchh apne dil se hai majbur koi
kabhi aisi anokhi soch ubhre
ki jaise soch par mamur koi
wo jin ke dam se raushan zindagi hai
dilon mein un ke hoga nur koi
tumhein kaise bhulaya ja sakega
yahan aisa nahin dastur koi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.