ajib baat hai rahbar nazar nahin aata
ajiib baat hai rahbar nazar nahīñ aatā
musībatoñ meñ vo aksar nazar nahīñ aatā
kabhī kabhī to ye lagtā hai vaqt badlā hai
ġharīb ke liye avsar nazar nahīñ aatā
tamām haal pe jab ġhaur kar chuke sāthī
kisī kā dosh bhī kamtar nazar nahīñ aatā
ajib baat hai rahbar nazar nahin aata
musibaton mein wo aksar nazar nahin aata
kabhi kabhi to ye lagta hai waqt badla hai
gharib ke liye awsar nazar nahin aata
tamam haal pe jab ghaur kar chuke sathi
kisi ka dosh bhi kamtar nazar nahin aata
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.