aksar Than bhi jati hai
aksar Than bhī jaatī hai
bigḌī ban bhī jaatī hai
us ke naam kī nisbat se
gardan tan bhī jaatī hai
‘ijz kā dāman chhoḌeñ to
hurmat-e-fan bhī jaatī hai
jab insāf nahīñ miltā
hubb-e-vatan bhī jaatī hai
sukh miltā hai yāroñ meñ
aur thakan bhī jaatī hai
vo jaa.e to us ke saath
mashq-e-suḳhan bhī jaatī hai
aksar Than bhi jati hai
bigDi ban bhi jati hai
us ke nam ki nisbat se
gardan tan bhi jati hai
‘ijz ka daman chhoDen to
hurmat-e-fan bhi jati hai
jab insaf nahin milta
hubb-e-watan bhi jati hai
sukh milta hai yaron mein
aur thakan bhi jati hai
wo jae to us ke sath
mashq-e-suKHan bhi jati hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.