Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

andheri raat ka chehra ujalta kab tak

Sabir Naseerabadi

andheri raat ka chehra ujalta kab tak

Sabir Naseerabadi

MORE BYSabir Naseerabadi

    añdherī raat chehra ujāltā kab tak

    qadam qadam pe qayāmat khañgāltā kab tak

    use bhī bhuuk lagī thī maiñ ḳhud bhī pyāsā thā

    vo merī baat ko bātoñ meñ Tāltā kab tak

    use to ga.iiñ chingāriyāñ jazboñ

    fazā meñ kāñch ke TukḌe uchhāltā kab tak

    jo lamha lamha dhañsā rahā thā daldal meñ

    ġhamoñ ke bojh vo āḳhir sañbhāltā kab tak

    lahūluhān thā hālāt badan 'sābir'

    usuul apnā ahinsā sañbhāltā kab tak

    andheri raat ka chehra ujalta kab tak

    qadam qadam pe qayamat khangalta kab tak

    use bhi bhuk lagi thi main KHud bhi pyasa tha

    wo meri baat ko baaton mein Talta kab tak

    use to pi gain chingariyan hi jazbon ki

    faza mein kanch ke TukDe uchhaalta kab tak

    jo lamha lamha dhansa ja raha tha daldal mein

    ghamon ke bojh wo aaKHir sanbhaalta kab tak

    lahuluhan tha haalat ka badan 'sabir'

    usul apna ahinsa sanbhaalta kab tak

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now