Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne jaison se dosti kar li

Dipak Prajapati Khaalis

apne jaison se dosti kar li

Dipak Prajapati Khaalis

MORE BYDipak Prajapati Khaalis

    apne jaisoñ se dostī kar

    zindagī ham ne zindagī kar

    sau tarīqe the ḳhud-kushī ke magar

    ham bhī pāgal the āshiqī kar

    vaqt aayā to ruuTh bhī baiTheñ

    vaqt aayā to baat bhī kar

    baaġh ke haal taqāzā thā

    ek paude ne naukrī kar

    paañv chhū kar buzurgoñ ham ne

    pal meñ arsoñ bandagī kar

    yaar karnā thā kuchh alag ham ko

    leak se haT ke shā.irī kar

    apne jaison se dosti kar li

    zindagi hum ne zindagi kar li

    sau tariqe the KHud-kushi ke magar

    hum bhi pagal the aashiqi kar li

    waqt aaya to ruTh bhi baiThen

    waqt aaya to baat bhi kar li

    bagh ke haal ka taqaza tha

    ek paude ne naukri kar li

    panw chhu kar buzurgon ka hum ne

    pal mein arson ki bandagi kar li

    yar karna tha kuchh alag hum ko

    leak se haT ke shairi kar li

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now